Pixel lab mai logo kaise banaye? Best method to make logo in pixel lab.

Hlo dosto,mera naam hai varun or apka swagat hai mere is site par or aaj kai is post main mai apko bataunga ki aap kaise apne android mai sai pixellab mai sai apne youtube channel ka logo create kar sakte hai.


Too chaliye aaj ki is post ko shuru karte hai…


Pixellab mai logo kaise banaye? Best method to make logo.
How to make a youtube channel logo in pixel lab.

What is youtube channel logo?

Youtube channel logo? To dosto youtube channel logo apke channel ka logo hai jisse ki apke youtube channel kai users ko apke channel ki pehchan ho jaate hai or isko bnane sai apke channel ko bahut saare benefits milte hain.


Benefits of making YouTube channel logo.


  • Isse apka youtube channel ek professional ki tarah show hota hai.
  • Isee aapke youtube channel ki pehchan hoti hai.
  • Iske madad sai aap apne channel kai main motive ko apne users ko darshate hon.
  • Isse apke channel kai subscriber badne kai bhi chances increase hote hai.
  • Iske madad sai apka channel bhi badi jaldi grow hota hai.


Read also.

https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/Happy-New-Year-2021-Wishing-Script-For-Bloggers-and-Wordpress-User%20-%20technovarun.html


https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/Happy%20new%20year%20premium%20wishing%20script.html


https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/merry-christmas-viral-wishing-script.html



Steps to make youtube channel logo.



  • Sabse pehle apko apne android mai pixellab application ko open kar lena hai.
  • Usko baad wo apse kuch permission mangega usko allow kar dena hai.
  • Usko baad apKo kuch is tarah ka interface dekhne ko milega.
Pixel lab ko kaise use karen.

  • Uske baad apko niche jo chaar paanch image dikh rahe hai usko slide karna hai or last mai white wali image ko select karna hai .
Pixel lab ko kaise use karen.

  • Uske baad apko jo uper image mai left side par + ki option dikh rahe hai us par click kar dena hai.
  • Click kar dene kai baad apko kuch is tarah ki option show hogi.

Pixel lab ko kaise use karen.

  • Phir apko shapes ki option par click kar dena hai. Uske baad apko circle wali shape ko select kar dena hai.
  • Select kar dene kai baad apko niche jo image dikh rahe hai waisa ka interface show hoga.
  • Apko iske color apni marji dai customize kar lene hai.
Pixel lab ko kaise use karen.


Read more.

https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/How-To-Index-Blogger-Post-On-Search-Console.html



https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/Google-Adsense-Mai-Bank-Account-kaisen-Link-Kare.html



  • Uske baad apko tick ki option par pick kar dena hai.
  • Uske baad apke paas kuch is tarah ka interface show hoga.
Pixel lab ko kaise use karen.

  • Phir apko kuch is tarah ka show hoga.

Pixel lab ko kaise use karen.
  • Phir apkon uper plus wale sign par click karna hai or text wali option par click karna hai.
  • Uske baad apko apne channel ka name likh lena hai or use apne hisaab sai customize kar lena hai .
  • phir apko kuch is tarah ka interface dikhe ga.

Pixel lab ko kaise use karen.

  • Phir apko simply is image ko save kar lena hai or usko youtube par apply kar dena hai.

Abb apka youtube channel grow hone kai liye ready hai.


How to add logo on YouTube channel in hindi.

  1. Sabse pehle apko youtube ko open karna hai.
  2. Uske baad apko us account sai login karna hain jisse apka YouTube channel hai.
  3. Uske baad apko apne channel ko open karna hai.
  4. Phir apko edit channel par jana hai.
  5. Edit channel par jane kai baad apko uper hi beech mai add a image ki option milege apko us par click karna hai or jo logo hamne bnaya hai usko add kar dena hai.

Abb ka ka youtube logo youtube channel par add ho chuka hai.

Watch this video:- 



Thanks for reading this post.