Happy New Year 2021 Wishing Script For Blogger and wordpress users. Premium wishing script download.
Hello doston, mera naam hai Varun aur aur aapka swagat hai Meri site mein is site per aapko Technology ka related, blog ke a related ,YouTube ke related aur SEO kai related Har Tarah Ki information milegi .
![]() |
Happy New Year 2021 premium wishing script. |
aur Hamara aaj ka topic main mai apko New Year premium wishing script provide karaunga aur agar aap is apni site per Lagate Hain To aur use per Google AdSense ka ka add bhi Lagate Hain To aapki earning bhi increase Hogi aur impression bhi badhenge
to Chaliye Shuru Karte hai aaj kai is topic ko….
New year wishing kya hai.
Too dosto mai apKo batado ki yeh ek tarah ki html script hoti hai jisko coder nai iss tareeke sai bnaya hota hai ki jab koi us html ko apni site par add karta hai to wah par ek naye screen show hoti hain.
Jisme apko new year ki wishing advance mai dii jaate hai.or us par new year ko kitna time reh geya wo bhi chalta rehta hai yani ji us par time screen bhi chalte rehte hai.
Benefits of applying this script to your site.
Is script ko jab aap apne blog ya wordpress par apply karenge to apko iske bahut hi jayada benefits milenge jaise kii,
Is script ko apply karne sai apki site par traffic bhi increase hoga .
Is script ki madad sai aap apni site par kaafi jyada matra mai engagement bhi le kar aa sakte hai.
Is script ki madad sai aap apne kisi product ko bhi sell kar sakte hai jaise ki agar apka amazon affiliate ka account hai
to aap is ki madad sai apne us product kai link ko isme add kar sakte or kaafi achi earning kar sakte hain.
Aap iske madad sai apni earning ek or tarike sai increase kar sakte hai wo hai ki aap is site par apni google adsense ka add code bhi laga sakte hai.
Jisse ki apko kaafi jyada matra mai earning hogi.
Read also:
Features of New year premium wishing script.
Too dosto abb ham baat karenge gai is script kai features kai baare main .
Is script mai apko sabse pehle too images milege, new year ki or agar aap chahe to unko change bhi kar sakte hai agar apko html ki basic coding aate hai too.
Or is script mai apko time screen bhi milege jo ki apko bataeye ki new year ko kitne din baaki hai or kitne hours or kitne minutes or to or kitne seconds. To yeh bhi ek badiya feature hai.
Or is script mai apko enter a name ki option bhi milenge. Jisme ki aap apna name daloge or ok par click karoge to us script ki wishes kai uper apka name bhi show hoga jo ki ek badiya feature hai.
Or is script mai apko apni new year ki wishes ko apni social meadia sites par bhi share karne ki option milege or yeh bhi ek badiya feature hai.
Or is script mai apko new year ka ek sound bhi chalta hua show hoga. Jab bhi user is ko open karega wah par ek sound chalne lagega.
Steps for applying new year script to your wordpress or blogger site.
- Sabse pehle aap ko apne browser ko open karna hai.
- Phir apko apni blog ko open karna hai.
- Phir apko ek naya blog create karna hai or no apne blog ka jo domain hoga wo new year sai related hi hona chahiye.
- Phir apKo theme kai section mai jana hai or usko open karna hain.
- Phir apko do option milenge ek mai apko customize ki option milege or uske sath mai hi down arrow ki option milege apko us par click karna hain .
- Phir apko edit html Ki option milege apko us par click karna hai or us saare code ko delete kar dena hain.
- Phir apko jo code mai provide karwaunga apko usko wah par paste kar dena hain.
- Uske baad apka kaam ho jayega.
Theme customization
Uske baad abb baat aati hai customization kii jo ki aap apni theme mai karenge.
Or abb .abb mai apko ko btaunga ki new year ki wishing script ko customize kaise karna hai.
Customization kai liye abb apko jo code mai provide karwaonga apko us code kai html ko open karna hai or kuch editing karne hai .
Apko usme theme mai adsense code ko search karna hai or us par apne apni adsense ki add code ko paste karna hai jisse apke add wah par show honge or apki earnings bhi increase hogi.
Tips and tricks to viral new year wishing script.
To dosto abb mai apko new year ki wishing script ko kaise viral karna hai uske baare mai kuch tips btaunga.
Jiske madad sai aap ki earning bhi increase hogi or agar apne koi product ka link aad kiya tha to wo bhi sell hi jaega or apki commision bhi badege.
Or is sai aao ki site par traffic bhi increase hoga.
Apni wishing script ki website ko viral karne kai liye aaj mai apko kuch tricks bataoonga jiske madad sai aap kaafi achi earnings kar sakte hai.
Apni script ko viral karne ka jo hamara pehla tarika hai wo hai apko google par jakar search karna hai whatsapp viral groups in india.
Uske baad apko minimum sai minimum 25 sai 30 group join karne hai or usme apni script kai link ko send kar dena hain.
Or dosto jo hamara aaj a dusra tareeka hai, usme apko apni new year wishing script ko facebook groups main share karna hai or baaki ka same process uper ki tarah hi rahega.
Or jo hamara teesra method hai wo hai ki aap ko apni new year ki wishing script whatsaap or facebook kai alaawa aap jitne bhi social media platforms ko use karte hai unme share karna hai.
Important notice.
Dosto aab jo main kehna jaa raha hun usko dihaan sai read karna .
Jo adsense ka code apko apni new year ki wishing script mai lagana hai wo apka google adsense ka nahi hona chaheye.
Google Adsense kai code kai bajaye aap koi bhi add network ka add code use kar sakte hai jaise ki yillix,adsterra, popup ads, popunder ads,or revenue hits.
Kyuki agar aap google adsense ka code use karenge to aap ka adsenSe account ban ho sakta hai.
Topic covered in this post.
- Viral script for blogger.
- Happy new year 2021 script download
- Happy new year wishing script.
- Whatsapp viral script for blogger.
- How to make wishing script.
- Wishing script in html .
- New year wishing website.
- Happy new year php script.
- 2021 premium wishing script download free.
- Free premium script for blogger and wordpress.
Download script from here.