Merry Christmas Viral Wishing Script For Blogger and Wordpress Users.
Hlo dosto,mera naam hai Varun or apka swagat hai mere site par or aaj ki is post main mai apko merry Christmas ki viral wishing script,merry christmas kai viral beautiful greetings,or merry Christmas ki viral photos bhi provide karwaunga.
To chaliye shuru karte hai aaj ki is post Ko.
To sabse pehle shuruaat karte hai merry Christmas ki viral wishing script kai baare mai.
Merry Christmas ki viral script kya hain.
To dosto,aaj mai apko bataunga ki merry Christmas viral script kya hain? To dosto jo logo ki apni website hai ya blog hain chahe wo wordpress par ho ya blogger par woh apni earning ko increase karne kai liye in sab chizon ka istmaal karte hai
or jo bhi festival ho uski ek wishing script banakar apni website kai page par upload kar dete hai jisse unki website par views increase hote hai or wo log us script mai apni adsense ki ads bhi lgate hai jisse unki earning normal sai kaafi jyada increase ho jaate hain.
Basically, yeh ek tarah sai wish karne kai liye use hoti hai, isme coder coding kai jariye ese coding karte hai veh dekhne ko bahut hi badiya lagti hai.jaisa ki apko niche image mai dikh raha hoga.
Demo image.
![]() |
Demo image of merry Christmas wishing script. |
Merry Christmas kai baare mai kuch or jankari .
To dosto mai apko btadu ki merry Christmas basically christians ka festival hota hai. is din ko wo bahut hi badeya taareke sai manate hai ,is din wo church mai jaate or apne lord ko yaani ki bhagwan ko bhi wish karte hai or pray bhi karte hain .
or is festival kai kuch din pehle hi Church bhi sajj jaate hain.or yeh sab dekne ko ek mele kai jaisa lagta hain.
Steps to add wishing script in blogger or wordpress.
- Sabse pehle aap ko apne browser ko open karna hai.
- Phir apko apni blog ko open karna hai.
- Phir apko ek naya blog create karna hai or no apne blog ka jo domain hoga wo Christmas sai related hi hona chahiye.
- Phir apKo theme kai section mai jana hai or usko open karna hain.
- Phir apko do option milenge ek mai apko customize ki option milege or uske sath mai hi down arrow ki option milege apko us par click karna hain .
- Phir apko edit html Ki option milege apko us par click karna hai or us saare code ko delete kar dena hain.
- Phir apko jo code mai provide karwaunga apko usko wah par paste kar dena hain.
- Uske baad apka kaam ho jayega.
Uske baad abb baat aati hai customization kii usko customize kaise karna hai.
Customization kai liye abb apko jo code mai provide karwaonga apko us code kai html ko open karna hai or kuch editing karne hai .
Apko usme theme mai adsense code ko search karna hai or us par apne apni adsense ki add code ko paste karna hai jisse apke add wah par show honge or apki earnings bhi increase hogi.
Tricks to viral wishing script .
Is ki madad sai aapki script par views bhi increase honge or apki earning bhi increase hogi.jisse aap high earning kar sakte hain.
Some wishes images of merry Christmas.
Jitni bhi images maine apko niche provide karwaye hai in sab ko aap free sai download kar sakte hain. Yeh sab images copyright free hai.