Google Adsense mai bank account kaise link karen. Account linking process in hindi .

 Hlo dosto, mera naam hain varun or apka swagat hai mere site par, is site mai apko har tarah ki technology kai related or blogging kai related or online earnings kai related information milege.

Isee kai sath doston, mai apko btadu ki hamara ek YouTube channel bhi hain jiska naam urs varun. Is channel par apko bar tarah ki technology kai related or blogging kai related or online earnings kai related information milege. To hamare YouTube channel ko bhi subscribe karna na bhule.

Too chaliye doston shurun karte hai aaj ka topic jo ki hai

    how to add bank account in google adsense.

    What is google adsense (google adsense kya hai).

    Jaisa ki aap sabko pata hai ki google ek search engine hai or youtube or blogger yeh sabhi bhi isse kai products hai. To aise mai kya hain ki google ka apna ek adsense program bhi hain jisko ham google adsense kai naam sai jaante hain.too basically yeh kya karta hai jab ham apne koi website bnate hai to ham google adsense kai liye apply karte hain jisse ki hmare kaafi achi earnings ho sake. To in short yeh ek aisa program hai jiske madad sai ham paise kamate hain wo jariya chahe youtube ka ho ya apki koi website ya blog ka.

    When will google adsense payment release (google adsense ki payment kab release hoti hai).

    Google Adsense apne YouTube users or website users ko payment pehle 1 ya 2 weak mai send kar deta hai par uske liye apke google adsense ki earning 100$ tak hone chahie. Jaise hi apke 100 Doller pure ho jaenge app apni payment release karwa sakte hain.


    Google Adsense mai bank account add karne kai liye maine niche kuch images kai sath steps Add kiye hain jine padkar aap apne google adsense mai bank account link karwa sakte hain or apne payment withdrawal karwa sakte hain.

    • Sabse pehle apko apne google adsense ko open karna hain yani ki login kar lena hain.uske baad apke samne kuch is tarah ki  image show hoge.
    Google Adsense mai bank account kaise link karen. Account linking process in hindi .
    Google Adsense mai bank account kaise link karen. Account linking process in hindi .

    • Iske baad apko payments wale section par click karna hain. Section par click kar dene kai baad apke paas kuch is tarah ki image show hoge.
    Google Adsense mai bank account kaise link karen. Account linking process in hindi .

    • Uske baad apko add payment method par click karna hain.

    • Add payment par click kar dene kai baad apke paas bank account link karne ki option show hoge jaise image apko niche dikh rahe hai.
    Google Adsense mai bank account kaise link karen. Account linking process in hindi .

    • Bank Details kai form ko ache sai fill karne kai baad apko save button par click kar dena hain . Iske baad apka bank account link ho jayega.

    Steps to Add Bank Account in Google Adsense.(google adsense mai bank account form kaise fill karen).


    1. Sabse pehle apko beneficiary id bharne hogi jo ki optional hai.
    2. Uske baad apko apne bank account ka name Add karna hain.
    3. Uske baad apko apne bank ka name fill karna hain.
    4. Phir apko ifsc code ko fill karna hain.
    5. Phir apko swift bic code ko fill karna hain yai app apne bank sai puch sakte hai.
    6. Uske baad apKo apna account number fill karna hai.
    7. Uske baad apko phir sai apna account ka number fill karna hai.

    Mujhe umeed hai apko saare post samaj maibaa gaye hogi.

    Thank you for reading this post.