How to index blogger post on Search console?
How to index blogger post on Search console? Dosto aaj kai iss topic mai mai apko bataunga ki aap apne blogger ki post ko google kai search engine mai kaise add kar sakte hain. Wo bhi apne mobile ki help sai.
![]() |
How to index blogger post on Search console? |
Hlo dosto, mera naam hai varun or apka swagat hain mere site par or is site par apko har tarah ki tech kai related,blogging kai related,youtube kai related or SEO kai related.
Vaise to dosto mai apko bta dun ki apni blogger ki post ko search engine mai submit karne kai liye aise bahut sai search engine hai par unme sai kuch khaas search engine hai :- GOOGLE SEARCH ENGINE OR BING SEARCH ENGINE. Par dosto aaj ki post mai main apko keval Google kai search engine mai post kaise rank karen, wo hi btaunga.
To chaliye shuru karte hain aaj ki iss post ko....
To doston aaj ki post ko mai niche steps dekar samjhunga .
STEPS TO ADD SITE IN GOOGLE SEARCH CONSOLE.
- Sabse pehle apko apne browser ko open kar lena hain.
- Uske baad apko GOOGLE SEARCH ENGINE ko search karna hain.
- Search karne kai baad apko usko open karna hain.
- Uske baad apko Apni us login id sai login karna hai jis par apka blog create hua hai.
- Login karne kai baad apko left site par click karna hai or add a site par click karna hai.
- Uske baad apke paas do options show honge ek to add a domain ki option hogi or dusre add a property ki option dikhengi .
- Ab agar to apke paas ek domain hai phir to apko add a domain par click karna hain.
- Or agar apke paas koi sub domain hai to apko add a property par click karna hai.
- Abb mai maan kar chak raha hu ki apke paas sub domain hai to abb ham add a property par click karenge.
- Click kar dene kai baad apko apne site kai link ko copy karna hai or usko aad a property wali jagah par paste kar dena hain.
- Uske baad apko ek html code show hoga jiske help sai apke site google mai add hogi.apko usko apni site kai head tag kai niche add kar dena hain.
- Head tag kai niche paste kar dene kai or uske baad apKo phir sai google kai search console mai aa jana hai or verify kai button par click kar dena hain.
- Abb apka kaam ho jayaga yaani ki apki site search console mai aad ho jayege.
Ab baat aati hai ki aap apni blogger ki post ko search engine mai kaise add karen?
Final words: is post mai maine apko bataya hai ki aap kis tareeke sai apni blogger ki post ko google kai search engine mai kaise aasani sai index kar sakte hai .
Thanks for reading this post.