Blogger mai responsive table kaisen banaye? Blogger मे कैसें बनाये Responsive Table?
Aaj ki is Post Mein Main aapko bataunga ki aap Kaise blogger Mein responsive table add kar sakte hain aur usko kaise banate hain. agar aap blogger Mein HTML, CSS code se table Kaise banae Jaate Hain sikhana Chahte Hain, To aap is post ko pura read karen Taki aapko Pure information mil sake.
![]() |
How to make a responsive table in blogger. |
Agar to aap wordpress use karte hain tab to aap usmein aasani se a table ko add kar sakte hain jo ki ek plugin kai Lagane se Jiska Naam a tablepress.
Par Agar aapki site blogger per hai To Aise main aapko HTML, CSS code ke knowledge Hona jaruri hai agar aap table banana chahte hain ya Kuchh Bhi add karna chahte hain.
Read also:-
https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/Happy%20new%20year%20premium%20wishing%20script.html
https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/merry-christmas-viral-wishing-script.html
per aaj ki is post Mein Main aapko Bina html or CSS ki coding Ke sikhe bina aapko Ek CSS, HTML ki code provide Karunga Jisko simply aapane add karna aur aapka table Bankar taiyar ho jaega.
Blogger Mein responsive table Kaise banae Jaate Hain yeh jaan ne se pahele main aapko Bata Do Ki yah responsive table Hota kya hai aur iska kya use Hota Hai.
Responsive Table Kya Hota Or Iska SEO Main Kya Benefit Hain.
HTML, CSS code se blogger mein responsive table Kaise banaye? How to make responsive table in blogger?
https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/How-To-Index-Blogger-Post-On-Search-Console.html
https://technovarun4u.blogspot.com/2020/12/Google-Adsense-Mai-Bank-Account-kaisen-Link-Kare.html
CSS code ko blogger mai kaise add karte hain?
- Sabse pahle aapko Apne blog ko open kar lena hai uske bad theme wale section Mein jakar theme ko open kar lena hai.
- Uske baad aap ko edit HTML ka option dikhega Jis per aapko click karna hai.
- Phir aapke Samne blogger ka HTML code open ho jaega aapko use Code mein kisi bhi Jagah per apni keyboard ki madad se Control + F ko press karna hai aur uske baad aapke pass search option open ho jayegi aur aapko use search option mein ]]></b: template-skin> is code ko search karna hain.
- Jaisi aapko yah code mil Jaega aapko Iske Upar CSS cose ko add karna hai jo ki main neeche aapko provide kaarvaunga apko usko download karna hai aur simply is wale code ke upar paste karna hai.
- Paste karne ke bad aapko save theme per click kar dena hai aur aapka theme save ho jaega.
Download CSS code from here.
- sabse pahle to aapko naya post likhane wale option per click kar lena hai.
- Phir aapko HTML option per click karna hai.
- Uske bad aapko jo HTML code maine provide karvaye hai usko copy karna hai aur Jis bhi post ke paragraph Ke Niche aap likhna Chahte Hain vahan per paste kar dena hai.
- Yah sab kar dene ke bad aapki blogger ki post ke andar HTML table Ban jaega.
Download Html code from here.
agar aap is stable ko edit karna chahte hain jisse ki aap Adhik raw aur colum create kar sake aur usmein changes kaise karte hain ya likh sake to aapko hamare YouTube channel par Jana Hoga aur vahan per aapko yah video mil Jayegi jisse ki aap Sikh sakte hain ki Rover column ko adjust kaise karen usmein change kaise karen aur doston Hamare YouTube Channel ka naam hai urs Varun.