Diwali wishing script for blogger. Blogger mai wishing script kaise add karen. Earn money online.
Hello doston mera naam hai Varun aur aapka swagat Hai Meri site technovarun4u.blogspot.com mai aur aaj kis post Mein Main aapko batane Ja Raha Hun Ki aap kaise Diwali wishing script Banakar Apne blogger or wordpress ki site mein Google AdSense ki ads lagakar Kafi hi level ki income generate kar sakte hain bahut hi simple steps Mein.
To Chaliye doston Shuru Karte Hain To sabse pahle Ham Jaan lete hain thoda bahut basic Diwali ke bare mein aur uski HTML script ke bare mein aur usko Kaise add karna hai.
![]() |
Diwali wishing script for blogger. Blogger mai wishing script kaise add karen. Earn money online. |
Basic about Diwali :- Tu Jaisa ki aap ko pata hi hoga ki Diwali Ham Kyon manate hain Kyunki is Din Shri Ramchandra ji 14 varsh ka vanvas Katkar Ayodhya laute the to Unki Khushi Mein Logon Ne Sare Ayodhya Mein Diya Jale the to use Din se aaj tak Ham is Din Ko Diwali ke naam se banate hain aur Jante Hain.
Diwali wishing script ko blogger mai kaise add karna hain:-
Sabse pahle aapane aapane blogger ko open kar lena hai.
Uske bad aap ko aapane side mein left wale option ke upar Apne menu ko open kar lena block Karke FIR aapko niche theme ki option dikhegi aapko theme option per click kar dena.
Theme wali option per click kar dene ke bad aapke pass naya interface open Hoga Ab aap ko kya karna hai vahan per customise wali option per click karna hai aur Jaise ab customer option per click Karenge aapke pass Kuchh options on hoo Jayegi uske baad aapko switch to first generation classic theme per click kar dena hai.
Itna kar lene kai baad apko switch without a backup par click kar dena hain.
Uske baad jo code main apko provide karwaounga apko usko copy karke html section mai jakar select all karke paste kar dena hain.
Abb apke wishing script site tyaar ho jaenge.
Diwali wishing script par ads kaise lgane hain.
Jo code mai apko abhe provide karunga usme apko ads lgane hai or wo kaise lgane hain wo mai apko abhi btata hun.to apko kya karna hain simply us code mai search karna hain ads code itna search kar lene kai baad apke paas ads code naam kai jitne bhi words honge wo yellow highlighter kai sath show hone lag jaenge .
Apko unme kisi bhi adsense ka ads code copy karke paste kar dena hain, apka kaam ho jayenga .
Diwali wishing script ko share kaise karna hain .
Dosto ab mai apko btaunga ki diwali wishing script ko share kaise karna hain taaki apke high earning ho sake.To uske liye apko sabse pehle google par search karna hain whatsaap groups in india search kar lene kai baad apko kam sai kam 30 -35 ho sake too 100 bhi groups ko join kar lena hain or apne diwali wishing script kai link ko share karna hai.apka kaam ho jayenga.
Wishing script download link :-
https://www.technovarunyt.tk/2020/10/diwali-whatsapp-viral-wishing-script.html
Ab aap earning kai liye tyaar hain.
Agar apka koi bhi is post kai related question honto aap mujhe comment kar sakte hain mai apko uska answer jarrur dunga.
Thank you for reading this post.